Sona: Sirf ek dhatu nahi, yaadon ka taj mahal hai
Jab maa ne apni sandook kholi thi, aur ek purani chudiya meri ungliyon mein pehnayi thi — tab samjha ki sona sirf dhatu nahi, ek kahaani hai... ek taj mahal, jo yaadon ki imaarat mein sada amar rehta hai."
Sona pehna nahi jaata, mehsoos kiya jaata hai. Har gehna ek lamha hai, ek rishta hai, ek vaada hai — jo waqt ke saath aur chamak jaata hai.
Shilp Alankar Jewellers mein hum sirf sona nahi bechte — hum yaadein dete hain, virasat dete hain.
✨ Poora blog padhiye: shilpalankarjewellers.com/sona-yaadon-ka-taj-mahal
Behatarin saheb… Jis tarah se aap jewelleries ke baare mein samjhate hai. Jo alfaz aap laate hai. Bahut saandar
ReplyDelete