Gehne Ki Bhasha: Jab Har Naksha Khud Mein Ek Nazm Ho
Har gehna sirf sona nahi hota...
Wo ek shabd hota hai — jo bina bole, sab kuch keh jaata hai.
Kisi ki khushi, kisi ka intezaar, kisi rishte ka vaasta —
Ye sab chhupa hota hai uske naqshon mein.
Shilp Alankar Jewellers mein jab sona ghulta hai,
toh sirf dhaatu nahi, jazbaat pighalte hain.
Ek haar ka curve, ek chudi ki jhalak,
kahi na kahi kisi kahani ka aabroo hoti hai.
Hamare zevar sirf pehne nahi jaate,
wo mehsoos kiye jaate hain —
Jaise kisi purani diary ka panna,
jisme likhi ho mohabbat.
Padiye Poora Blog - Shilp Alankar Jewellers — Jahaan Har Gehna, Ek Shayari Hai.
Bahut hi lajawab soch se likha aapne
ReplyDelete